DOWNLOAD

Thursday, April 18, 2019

Picsart best background change photo editing, LightRoom background change photo editing 2019, Dance stage photo edit

BACKGROUND CHANGE PHOTO EDITING 2019
Dance photo editing by learningwithsr 2019
Dance stage photo editing 2019 best

Hey guys wahtsapp Mai Sushant firse aagya hu aapke liye ek new post ke saath aur aajke is post me jaise ki aap dekh Sakte honge ki is post me dance photo editing ke stocks jisme Background change Photo eeiEdit Picsart se kiya gya h aur background change Editing lightroom se retouching bhi kiya Gaya hai,Agar aap iska tutorial nhi Dekhe hai to jaldi SE jaiye hamarw YouTube channel pe jiska name hai LEARNINGWITHSR aur waha dekhlijiye ki kis tarah se is photo ko editiEd karna hai aur dance stage background download kaise Krna hai usko kaise Apne photo me set kaise karna hai so guys is post ko full read kijiye aur Jo bhi aapka sawaal hai ya aap is post me nhi samjh paye hai to video dekhiye jisse aap pura samajh jaoge ki kaise editing karna chaiye, So guys chaliye aapko Mai batata hu ki kaise download karna hai aur kis tarah se edit Krna hai so let's Get started...

HOW TO EDIT
Dosto to chaliye dekhlete hai ki kaise hame is photo ko edit karna hai aur iske background ko Apne pic me edit kaise karna hai ya add kaise karna hai, So guys sabse Pehle aapko Apne Picsart photo editor app ko open karna hai aur Apne pic ko use import Krna hai ya open karna hai, Guys background change Karne ke liye aapko Apne real pic ka Background to erase karna hi Hoga to isiliye aapko Apne photo se background erase karlena hai aur usko ke baad PNG me save krlena hai ye Karne ke baad aapko Apne Background Jo aapne yaha se download Kiya hai usko Apne Picsart me open karlena hai fir Apne Picsart app se ADD wale option se Apne pic ko add Krna hai Jo PNG aapne save Kiya Tha aur ye PNG aapko Apne Picsart ke ssticker option me bhi mil jayega to aap waha se bhi add Kar Sakte ho so guys aapko Apne pic ko dance stage wale background me add karna hai aur ok krke save Krna hai aur Apne pic  ke hisab se brightness aur contrast adjust Krna hai jisse pic awesome dikhne lagega
Ab Picsart se Apne pic ko save karlena hai....


LIGHTROOM RETOUCHING
Guys ab Apne sav huye pic ko LightRoom me open Karo jisme pic ko aur bhi acche tarike se retouch karna Hoga jisme clarity,vibrane,britness,vintage in Sab ka use karna hai, to Inka sahi use kaise Kiya jaata hai ye jaanne ke liye aapko video dekhna jaruri h to channel me iska tutorial jarur dekhiye aur iska sahi use kijiye jisse pic aweosaw hojayega....

DOWNLOAD THE BACKGROUND

  1. CLICK ON DOWNLOAD BUTTON
  2. SELECT GDRIVE ACCOUNT (FOR PHONE)
  3. CLICK ON SAVE/DOWNLOAD OPTION
  4. DOWNLOADING....
  5. ENJOY....

No comments:

Post a Comment