Lightroom best editing 2019
![]() |
best lightroom editing effects 2019 |
Hello dosto mai hu sushant and aapka bahut bahut swagat hai hamare website me jisme mai aapklogo ke liye roj new new editing tutorial aur new new cb backgrounds lata rahta hu jisme aapko saare editing ke stocks and png mil jaate hain so guys ye learningwithsr ka official site hai aur guys agar aappko hamare website ke backgrounds ya koi bhi png apne website upload karna ho to aap mujhe contact karke jarur puch sakte ho aur without permission aapke website me copyright aa sakta hai so guys agar aap apne photo editing ke liye inka use karna chahte hai tab to aap bilkul free me iska use kar sakte hai isme aapko koi bhi permission lene ki jarurat nahi hai aur guys is post me mai aaplogo ko new lightroom=picsart ka fire editing tutorial bataunga jisme aapko mai ek ek step me aapko new new tricks se editing btaunga jiska aap video bhi dekh sakte ho jo aapko hamare youtube channel me mil jayega guys aap hamare channel ko subscribe karke new tutorials ka fayda utha sakte ho so jaiye aur new editing tutorials ka maza uthaiye, So chaliye mai aapko batata hu ki maine is editing me kounse lightroom ke tools ka use kiya hai aur koun koun se isme png ka use kiya gaya hai aur in sabhi stocks ka link aapko niche download button me mil jayega so guys chaliye suru karte hai..
CLICK HERE FOR CB EDIT TUTORIAL
So guys is editing me maine 2 applications ka use kiya hai pahla hai Picsart and 2nd adobe lightroom mobile So guys in apps se maine is type ka editing kiya hai so aapko bhi aisa editing karna hai to aap is post ko full read kijiye aur mere saath aisa editing sikh jaiye so chaliye in applications me aapko koun koun se tool use karne hai wo mai aapko aage batata hu..
2019 CB BACKGROUND CLICK HERE
1st App PICSART STUDIO
Use of Picsart studio app in this editing, So friends is line me mai aapko is editing me jo maine picsart app ka use kiya hai usko btaunga aur aapko kaise iska use karte huye apne image me bhi in effects ka use kar sakte ho to chaliye mai batata hu.
Dosto isme aapko apne bas itna hi karna hai ki aapko apne image ko apne gallary se picsart studio me open karlena hai fir aapko apne image me fire aur crack png add karne ke liye aapko apne picsart studio me add ka option hota hai usko click karke jo maine download karne ke liye stocks ka link diya hai usko download karlena hai ye sabse pehla step hai, guys yahi sabse pehle aapko karna hai kyuki apne image me aapko ye editing stocks add karna hai jo ki jaruri hai is type ke fire and crack face editing me to sabhi stocks ko download karnle hai aur ek ek karke apne iamge me saare png ko add karna hai jisme aapko smoke png,fire png,flame png, spark png aapko add karna hai jo aapko mere diye gaye link me mil jayega, So guys picsart app me aapko yahi karna hai aur fir aapko save karlena hai apna pic..
DOWNLOAD LIGHTROOM CLICK HERE
2nd App ADOBE LIGHTROOM MOBILE
Use of Adobe lightroom mobile in this editing is main, Guys is editing ke lightroom hi sabse jaruri app hai iske bina aap apne photo me koi bhi effect nahi de paoge jo dark orange effect hai wo aapko isi app ka use karke karna hai aur isme koun koun se tool ka use karn hai wo aapko mai btata hu so guys agar aapko paas ye apps nhi hai to aapko ye app ka link niche mil jayega aap waha se download kr sakte hai, So chaliye mai aapko batata hu ki aapko kya karna hai,
Sabse pahle aap jo picsart me apne pic ko edit karke save kiye ho uskko aapko apne gallary se share wale option me jaake lightroom me share karna hai jisse aapka pic adobe lightroom me import ho jayega aur aap aage ke steps follow kar paoge so guys aapka pic lightroom me jaise hi open hojaye aapko lighroom ke tools ka use karna hai jo aapko lightroom app ke niche line me dekhne ko mil jayega aur guys ye tools me se aapko is editing me sirf adjustment tool, clarity tools, colour grading and colour adjustment tool ka use karna hai aur apne pic me lghting ko adjust karne ke liye aapko brightness aur contrast aur thoda bahut shadows ko apne image ke hisab se set karna hai jisse kya hoga ki aapke image me jaha bhi brightness ki kami hai waha thikse light aur contrast sahi hojayega aur ab colour adjustment me jaana hai jo main kaam hai is editing ka so chaliye isme aapko kya karna hai mai batata hu so guys sabse pehle aapko apne image ke hisab se vibrance ko high karna hai ya aapke image me vibrance yaa saturation pehle se hi bahut jyda hai to aapko iska use apne image me nahi karna hai, guys colour adjustment me aapko Green colour ka saturation ko decrease karna hai orange colour ko high karna hai jisse dark and orange use hoga aur dark tint orange effect create hoga iske baad aapko Vintage ka use karna hai jisse picture me aapke face area ko hi focus karne me help karega so guys iske baad aapko apna pic save karlena hai aur aap ise apne social pages and kahi bhi share kijiye aur enjoy kariye thanks guys agar aapko hamara ye tutorial pasand aaya to channel ko subscribe karna aur hamare saath bane rahne ke liye hame follow kar lijiye Thanks again...
HOW TO DOWNLOAD
- CLICK ON DOWLOAD BUTTON
- SELECT GOOGLE DRIVE ACCOUNT
- CLICK ON FILE
- CLCK ON SAVE/DOWNLOAD
- ENJOY...
In this Post
Lightroom best preset 2019
lightroom mobile best editing
lightroom and picsart editing
best lightroom editing effect download
lightroom mobile best editing tutorial
CHECK MY OTHER STOCKS↓
No comments:
Post a Comment