DOWNLOAD

Thursday, February 4, 2021

Snapseed me photo editing kaise karen 2021

 SNAPSEED ME PHOTO KAISE EDIT KARTE HAIN

Snapseed me photo editing kaise karen 2021
Snapseed me photo editing kaise karen 2021


Hey Namskar doston kaise hai aap sabhi mai sushant rawani aur aapka bahut bahut swagat hai hamare site learningwithsr me doston aajke is post me mai aapko Snapseed app to aap jaante hi honge to isi me aap kis tarah se apne normal se photo ko awesome look de sakte ho iske kuch hi Tools ko use karke to chaliye is post ko pura read kijiye aur sikh lijiye iske saare steps hindi me..


Doston jaise ki aapko pata hai photo editing ke liye hame kaafi saare steps follow karke photo ko edit karna hota hai to isi tarah se maine snapseed me kuch tools ka use karte huye is photo ka look change kiya hua hai to kuch steps hai unko aap follow karo aur apne pic ka look change karlo to chalo baat karte hain un steps aur tools ka,

SNAPSEED TOOL 

  1. TUNE IMAGE
  2. LENS BLUR
  3. SELECTIVE TOOL
  4. VIGNATE
So guys in 4 tools ka use kaise karna hai aapko niche mai bata deta hu aap dhyan se padhiye -

TUNE IMAGE – Guys apne image me iska use karne ke liye aapko snapseed me tools ke option ko open karna hai and ye tool 1st me hi aapko dikh jayega and isko select karke aap iska use kar sakte hain isko select karne ke baad isme aapko 6 Option, Brightness,Contrast,Shadows,Abience,Saturation ko apne photo ke hisab se add karna hai.

LENS BLUR – Lens blur add karne ke liye tools me aapko jana hoga and isko add karke iska strenth bhi aapko increase karna hoga and isko done karne ke baad back jaake VIEW EDITS wale option me isko select karna hoga and BRUSH ko select karke REVERT on karna hoga jisse ki aap jaha bhi brush chalayenge wo jagah blur hoga to isi tarah se aapko background me iska use karna hoga.

SELECTIVE – Selective tool ko select karke aapko apne face me click karna hai jisse aapke face select ho jayega and aap brightness,contrast,saturation ko increase deacreas kar paoge.

VIGNATTE – Vignatte ko add karne ke liye tools wale section me jaake ise select karna hai isko aap apne photo me jaise hi add karne aapke photo me round black color me vignatte add hojayega and isko aap apne hisab se opacity select kar sakte hain and inner brightness ko bhi increase karke apne photo ko shining kar sakte hain.

Guys jitne bhi miane tools ka use kiya hai snapseed me photo edit karne ke liye wo saare steps mai aapko is post me bata diya hu so aapko jarur samajh aaya hoga and Snapseed app download karne ke liye niche download ke button par click karke aap download kar sakte ho and follow us for more photo editing tutorial on youtube LEARNINGWITHSR..


If you are new here make sure click on bell notification for latest intresting post



No comments:

Post a Comment