HOW TO USE TOOLS IN PICSART 2019 IN HINDI
![]() |
Picsart tools detail 2019 |
Hey guys welcome to learningwithsr.com
So guys aajke is post me mai aapko bahut hi khas aur jaruri jaankari dene jaa raha hu agar aap ek photo editor ho and mobile me photo editing karte ho tabto aapko picsart studio app ke baare me pata hi hoga kuki picsart me hi ham apne android phone se kaafi behtr photo editing kar sakte hai and guys aapko is app me kuch hi tools ya effects ko use karna aata hoga aap saare tools picsart ke use karna nahi jaante honge so isiliye maine aaj ke is post me aaplogo ke liye ye post likh rha hu khaas karke mere un editor bhaiyon ke liye jo abhi abhi picsart me apna photo editing karna sikh rahe hai aur unko ek accha photo editor banna hai so doston aap is post ko pura padho and aapko puri tarah se samjh aajayega and aap video bhi dekh sakte ho jisme ki aapko step by step maine bataya hai hindi me..
Sabse pehle to agar aapke paas picsart app nahi hai to abhi download karlo
DOWNLOAD PICSART LATEST
Is post me ham baat karne wale hain jin tools ke baare me unko dekh lijiye -
PICSART TOOLS
- CROP TOOL
- FREE CROP TOOL
- SHAPE CROP TOOL
- DISPERSION TOOL
- CLONE TOOL
- STRETCH TOOL
- MOTION TOOL
- SELECTION TOOL
- CURVES TOOL
- ADJUST TOOL
- ENHANCE TOOL
- TILT SHIPT TOOL
- PERSPECTIVE TOOL
- RESIZE TOOL
- FLIP/ROTATE TOOL
So guys jaise hi aap apne picsart app ke second option TOOLS me click karte ho to aapko 15 Tools dikhte hai jinko kaise use karte hain aur inka use kya hai ye ek ek karke aapko bataunga us post me must read.
1.CROP TOOL: Guys picsart me sabse 1st number me aapko Crop tool dikhega jiska use aap apne
apne photo me croping/cut karne ke liye kar sakte ho.
2.FREE CROP TOOL: Dosto jaise aapko ye tool 2nd number me dikh jayega and iska use bhi same photo cropp karne ke liye hai lekin aapko isme thoda advance option milega jisse ki aap brush tool se apne photo ke kisi bhi hisse ko select karke png me save kar sakte ho.
3.SHAPE CROP TOOL: Is tool ka use aap apne liye Logo banane me kar sakte ho kyuki is tool me aap apne photo me koi bhi shape bana sakte ho and apne logo bhi create kar saktte ho.
4.DISPERSION TOOL: Guys is tool ka use karke aap splatter effect daal sakte ho apne photo me.
5.CLONE TOOL: Guys ye cone tool bahut kaam aate hai apne photo me picsart ka ye tool aap apne photo me pimple hatane ke liye kar sakte ho ya apne photo ka clone banane ke liye yaa to aap apne photo me kisi unwanted object ko hatane ke liye kar sakte ho.
6.STRETCH TOOL: Is tool ka use ham cb hair create karne ke liye jaise apne photo me hair styke stretch kar sakte hain and funny image create karne ke liye kar sakte hain kyuki is tool me aap image me kisi bhi object ko stretch karke badaa ya chota kar sakte ho ya fat/thin kar sakte ho.
7.MOTION TOOL: Guys is tool se aap apne image me motion effect daal sakte ho jaise south indian movie me action ke time hero ka body 3/4 layer me hojaa hai slow motion me isiliye iska name motion hai.
8.SELECTION TOOL: Is tool ke help se aap apne image me kisi bhi area ko select karke copy kar sakte ho and dublicate bana sakte ho aur us selected area me effect add kar sakte ho.
9.CURVES TOOL: Guys is tool se aap apne image me cb editing ke liye brightness aur contrast and shadow ye sab add kar sakte ho to aapke image me and high quality me brightness increase hoga.
10.ADJUST TOOL: Guys is tool me bhi aap apne photo me brightness,contrast,shadows,highlights,saturation ye sab increase kar sakte ho and aapke image me lighting laa sakte ho and retouch bhi karne ka accha tarika hai.
11.ENHANCE TOOL: Doston is tool me aapke photo me temprature ke saath saath brightness and saturation bdha sakte ho.
12.TILT SHIPT TOOL: Dosto is tool se aap apne image me blur effect add kar sakte ho.
13.PERSPECTIVE: Is tool ka use karke aap apne image me rotation,flip kar sakte ho.
14.RESIZE TOOL: Guys is tool ki madad se aap apne image ko high resolution me resize kar sakte ho jisse ki editing karne par aapka pic ka pixel na fate.
15.FLIP/ROTATE TOOL: Friends jaise ki iske name se hi pata chal rha ki aap is tool se apne image me flip and rotate kar sakte ho.
So guys isi tarah se aap in tools ka use kar sakte ho.
Watch video in hindi ↓
No comments:
Post a Comment